Tumhare Bina...

Zindagi bahut udas thi bin un k,

Vo aae to khusiyaa thi hamare daman me,

Unka wo sath vo pyar ka ahsaas,

Jinhone meri khushiyon ko bnaya khaas…

 

Or kyaduaa mange us uparwale s un k sath k liae,

Uparwale ka sath h unka wo sath,

Unki wo madhoshkr dene walimuskan,

Unke wo bato bat krne ka ekniralaandaj,

Unka wo kayamat s kayamattak ka sath,

Mahsuskiaakhudkohameshabahut hi khusnaseeb is dunia m,

Paya khud ko hamesha bahut hi khas unke sath m.

 

 

Khusnaseeb to bahutthe ham pakar unka sath ,

Par ptani tha bhut jald aegi bichadne wali raath

Savere hote gae.. raat hoti gai..

Jese raahe chal rhi thi vese hi chalet chali gai…

 

Aakhir, vo din aagya jis din tha humein bichadna,

Lga k kyu hi hota hai vo pyaar, jab samay ne hmare sath nahi chalna.

Samjh hi nhi aya k dosh kisko de, khud ko ya khuda ko

Do baar pyaar mila aur cheen bhi liya….

 

Mene kha khuda se,

Jab sath hi nhi tha uska to milaya kyu ?

Aur ye kahsmakash hi kyu ?

 

Uska bda saral jawab tha,

Tune to pyaar krna sikha par usne kadar krna nhi

Jis din vo iska abhaas lega, us din tu uske pass nhi..

Pyaar to bhut krenge par jaha teri kadar nhi

To samjh lo vo pyaar nhi…

Pyaar krna asaan hai, par nibhana bht mushkil

Aur tujse apni jaan se zada pyaar kre, is layak koi mila nhi….

 

Sunke uski batein nishchit thi main,

vo bhi dhoond raha hai muje pyar krne wala koi

aur us rath to me chain ki neend soi.

 

Lga tha pehle kaise jiyungi tumhare bina,

Par ab lgta hai main jee lungi Tumhare bina…..

~Ranjana Chakraborty

Comments